Nabi ki Baatein

Hamare Nabi ﷺ Ki Pyari Baatein

Follow Us

LightBlog

Breaking

Friday, December 16, 2016

Aaqa Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam ka saya nahi tha.

☆Aaqa Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam ka saya nahi tha.

Wahabi kehte hain ke huzoor ka saya tha..aur hawale ke taur pe ye quran ki aayat pesh karte hain..

In Arabi:

اَوَ لَمْ یَرَوْا اِلٰی مَا خَلَقَ اللہُ مِنۡ شَیۡءٍ یَّتَفَیَّؤُا ظِلٰلُـہٗ عَنِ الْیَمِیۡنِ وَالشَّمَآئِلِ سُجَّدًا لِّلہِ وَ ہُمْ دٰخِرُوۡنَ ﴿۴۸﴾

In Urdu::

 اور کیا انہوں نے نہ دیکھا کہ جو (ف۱۰۰) چیز اللہ نے بنائی ہے اس کی پرچھائیاں داہنے اور بائیں جھکتی ہیں(ف۱۰۱) اللہ کو سجدہ کرتی اور وہ اس کے حضور ذلیل ہیں
 (ف۱۰۲)

 In Roman Urdu::

Aur kiya unho ne na dekha ke  jo cheej Allah ne banayi hai is ki parchhaiya daye aur baye jhuti hai. Allah ko sajda karti aur wo is ke huzoor zalil hai.

Ref {P:14, S-16: Nahal, Aayet: 48}

In Eng::

And have they not observed that whatever Allah has made, their shadows turn right and left prostrating to Allah and they are abased before Allah?

Is Aayet ka jawab::


ye aayet Umoom pe dalalat karti hai, aur umoom se khaas ka isteshna ho sakta hai.
Jaise Quran mein hai, "Har Momin ki meeraas taqseem hogi", jab k hum sab jaante hain k "Anbiya ki meeraas Taqssem nahi hoti", to yaham pe aam momin umoom mein shaamil hain aur Anbiya Khusus mein, aur Anbiya ka is Hukm se Isteshna hai

azi iyaz rehmatullalaihi farmate hai: “Suraj aur chand(ki roshni me) aap sallallahu alaihi wasallam ke jisme athar ka saya na tha kyunke aap sallallahu alaihi wasallam sarapa (sar se lekar paon tak) noor the.”



 Ref ( Qazi iyaz, Ash shifa 1:522,Ibne jauzi,al wafa:412, Imam Nasafi, al Madarik 3:135. )

Imam Suyuti rehmatullalaihi apni kitab me farmate hai ke: Huzoor sallallahu alaihi wa sallam ka saya zameen par nahi tha, kyunki Aap sallallahu alaihi wa sallam sarapa noor the, pas jab Aap sallallahu alaihi wa sallam suraj ya chand ki roshni me nikalte to Aap sallallahu alaihi wa sallam ka saya nazar na aata.”

Ref ( Imam suyuti, Khasais al kubra 1:122. )


♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡
Allah Ta'ala Hum Sab Ko Sahi Mane Me Maslak-e-Haqq Maslak-e-Alahazrat Ki Roshni me Amal karne ki taufiq de. Aameen
♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡
Allah ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap par Fazl farmaye !
♡♡♡♡♡♡♡♡
جزاك الله خيرا... For reading
♡♡♡♡♡♡♡♡
اَشْهَدُ اَنْ لَّآ اِلٰهَ اِلَّا اللہُ وَحْدَهٗ لَا شَرِيْكَ لَهٗ وَ اَشْهَدُ اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُهٗ وَرَسُوْلُه
♡♡♡♡♡♡♡♡
﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏

Plz share to others also

www.zikr-e-nabi.com

www.zikr-e-rasool.com

Islami👇 maloomat ke liye hamare YouTube channel ko zaroor subscribe karen aur apne ilm w amal me izafa karen



No comments:

Post a Comment