Nabi ki Baatein

Hamare Nabi ﷺ Ki Pyari Baatein

Follow Us

LightBlog

Breaking

Wednesday, December 14, 2016

Bartan samne rakhkar fatiha padhne ka Saboot


BARTAN SAMNE RAKHKAR FATEHA KA SABOOT

 KHANA SAMNE RAKHKAR FATIHA PADHNE KA SABOOT

AL HADITH

Hazrate Abu Talha Razi'allahu ta'ala anhu Ke Ghar Dawat Par, Aap Nabi-e-Kareem Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam Ne Roti Aur kuch Khajuren Samne Rakhkar Jo Chaha Padha, Aur Fir Usme Itni Barkat HoGayi, Ki 2_3 Aadmiyo Ka Khana, Puri Qaum Ne Sair Hokar Khaya,

 Ek Riwayat Ke Mutabiq 300 Log The,Aur Sabne Khaya, Fir Bhi Wo Khana Bach Gaya.

Ref (Sahih Muslim Shareef, Kitabul At'amah, Hadees 5284,5285, 5286, 5287, 5288,5289, 5290, 5291)

Aap Nabi-e-Kareem Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam Ne Roti Aur Kuch Khajuren Samne Rakh Kar Kuch Padha, Zaahir Baat Hai Ki ALLAH PAAK Ki Hamd o Sana Padhi Hogi, Aur Hum Ahl E Sunnat Wal Jamaat Wale Bhi To Khana Samne Rakhkar اللہ عزوجل  Ka kalam Padhte Hain, Fir Ye Wahabi Ahl E Khabees Kyu Hum pe Bid'at Aur Shirk Ka Fatwa Lagate Hain ???

Kya Jis Khane Par اللہ عزوجل  Ka Kalam Padh Diya Jaye, Wo Bid'at Ho Jata Hai???

MaazALLAH, Aur Is Hadees Se Ye Bhi Pata Chalta Hai Ki Khane Par kalam, Yani Fatiha Padhne Se Usme Barkat Ho Jati Hai..

♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡
Allah Ta'ala Hum Sab Ko Sahi Mane Me Maslak-e-Haqq Maslak-e-Alahazrat Ki Roshni me Amal karne ki taufiq de. Aameen
♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡⌒♡
Allah ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap par Fazl farmaye !
♡♡♡♡♡♡♡♡
جزاك الله خيرا... For reading
♡♡♡♡♡♡♡♡
اَشْهَدُ اَنْ لَّآ اِلٰهَ اِلَّا اللہُ وَحْدَهٗ لَا شَرِيْكَ لَهٗ وَ اَشْهَدُ اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُهٗ وَرَسُوْلُه
♡♡♡♡♡♡♡♡
﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏

Plz share to others also

www.nabikibaatein.com

Islami👇 maloomat ke liye hamare YouTube channel ko zaroor subscribe karen aur apne ilm w amal me izafa karen


No comments:

Post a Comment