HADEES SHARIF
JIBRAEEL AMIN ALAIHIS'SALAM AUR EK NOORANI TARA
Ek Martaba HUZOOR (صلی اللہ علیہ وسلم)
Ne Hazrat Zibrayil Amin Alaihis Salam Se Daryaft Farmaya, Ki Aye Jibraeel Alaihis'salam ! Tumahri Umr Kitni Hain?
Tou Jibraeel Alaihis'salam Ne Arz Kiya, Huzoor! Mujhe Kuch Khaber Nahi! Haan, Itna Jaanta Hoon Ki Chauthe Hijaab Mein Ek Noorani Tara 70 Hazaar Baras Ke Baad Chamakta Tha! Maine Use 72 Hazaar Martaba Chamakte Dekha Hain! HUZOOR (صلی اللہ علیہ وسلم)
Ne Yeh Sunker Farmaya,
"Mere Rab Ki Izzat Ki Kasam! Main Hi Wo Noorani Tara Hoon!"
{ Roohul Bayaan, Jild-1, Pg-974 }
KHULAASA
HAMARE HUZOOR (صلی اللہ علیہ وسلم)
Qainaat Ki Har Chiz Se Pehle Paida Farmaye Gaye Hain! Aapka Noor-E-Paak Us Waqt Bhi Tha Jabki Na Koi Farishta Tha, Na Koi Basher, Na Zameen Thi, Na Aasmaan Aur Na Koi Shai!
FA (صلی اللہ علیہ وسلم)
اَشْهَدُ اَنْ لَّآ اِلٰهَ اِلَّا اللہُ وَحْدَهٗ لَا شَرِيْكَ لَهٗ وَ اَشْهَدُ اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُهٗ وَرَسُوْلُه
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏﹏
Plz share to others also
www.zikr-e-nabi.com
Islami👇 maloomat ke liye hamare YouTube channel ko zaroor subscribe karen aur apne ilm w amal me izafa karen
No comments:
Post a Comment