SEERAT E MUSTAFA
PART:-14
HAZRATE AAISHA رضي الله تعالي عنه KI RUKHSAT
Hazrate Bibi Aaisha رضي الله تعالي عنه Ka Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Se Nikah To Hijrat ke Pehle hi Makkah Me ho Chuka tha Magar Unki Hijrat ke Pehle Hi Saal Madina me hui Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Ne ek Payala Dudh Se logo ki Dawate Waleema Farmai...
Ref (Madarij-un-Nabuwwah)
AZAN KI IBTIDA.
Masjide Nabawi Ki Tameer to Mukamml Ho Gai Magar Logo Ko Namazo Ke Waqt Jama Karne Ka koi Zaria Nahi tha Jisse Namaz Ba-Jama'at Ka Intizam Hota Is Silsile mr Huzoor(صلی اللہ علیہ وسلم) Ne Sahaba-E-Kiram Se Mashwara diya Bahaz Ne Nakus Bajane ki Raay di Magar Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم)Ne Gair Muslim Ke un Tareeko ko Pasand Nahi Farmaya.
Hazrate Umar رضي الله تعالي عنه Ne Ye Tazveez pesh ki Ki Har Namaz Ke Waqt kisi Aadmi ko Bheja jae Jo Puri Muslim Aabadi Me Namaz Ka Elaan Kar de Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Ne Is Raay ko Pasand Farmaya Aur Hazrate Bilal رضي الله تعالي عنه Ko Huqm Farmaya Ki Wo Namazo Ke Waqt logo ko Pukar Diya Kare.
Chunache Wo "ASSALATU JAMIA'TUN" Kehkar 5 Namaz Ke Waqt Elaan Karte The Is Darmiyan Me ek Sahabi Hazrate Abdullah Bin Zaid Ansari رضي الله تعالي عنه Ne Khawab Me Dekha Ki Azane Sharai Ke Alfaz Koi Suna Raha hai Iske Baad Huzur Sahaba Ko bhi Isi Kism Ke Khawab Nazar Aae..
Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Isko Min-Janibillah Samajkar Qabool Farmaya Aur Hazrate Abdullah Bin Zaid رضي الله تعالي عنه Ko Huqm diya Ki Tum Bilal Ko Azan Ke Kaleemat Sikha do Kyonki Tumse Zyada Buland Awaz Hai Chunache Usi Din se Sharai Azan ka Tareeka Aaj Tak Jari hai Aur Qayamat tak Jari Rahega.
Ref (Zurqani Alal Mawahib- Jild-1, Safah-376 wa Bukhari)
MADINA KE LIYE DUA
Chuki Madine ki Aabo Hawa Achi Nahi thi Yaha Tarah Tarah Ki Wabae Aur Beemariya Felti Rehti thi Is Liye Kasrat se Muhajirin Beemar Hone Lage Hazrate Abu-Bakr Siddiq رضي الله تعالي عنه Aur Hazrate Bilal رضي الله تعالي عنه Shadid Larza Bukhar me Mubtila ho Kar Beemar ho Gae Aur Bukhar ki Shiddat me Ye Hazrat Apne Watan Makkah Ko Yaad Karke Kuffar par Lanat Bhejte the.
Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Ne Is Mouke Par ye Dua Farmai ki Ya Allah Humare Dilo Me Madina ki Esi Muhabbat Daal de Jesi Makkah ki Hai Balki Isse Bhi Zyada Aur Madina ki Aabo-Hawa Ko Sehat Baksh Bana de Aur Madina ke Naap-Tol ke Bartano me Kher wa Barkat Ata Farma Aur Madina Ke Bukhar ko "HUFZA" Ki Trah Muntaqeel Kar de...
Ref (Madarij- Jild-2, Safa- 70, Wa Bukhari)
NAMAZO KI RAQA'AT ME IZAFA.
Ab Tak Farz namazo me Sirf 2 hi Raqa'ate Thi Magar Hijrat ke Sale Awwal hi Me Jab Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Madina Sharif Tashrif Lae To Zohar Wa Isha Me 4-4 Raqa'at Farz ho gai.
Lekin Safar ki Halat me Ab bhi Do hi Raqa'at Qaim Rahi Isi ko Safar ki Halat me Namaze "Kasr" Kehte hai...
Ref (Madarij- Jild, 2- Safah, 79)
HAZRATE SALMAN FARSI رضي الله تعالي عنه IMAAN LE AAE..
San 1 Hijri ke Waqiat me Hazrate Salman Farsi رضي الله تعالي عنه Ke Islam Ka Waqia bhi bhot Ahem hai Ye Faras ke Rehne Wale The Unke Aaba Wa Ajdad Balki Inkd Mulk ki Puri Aabdai Majoosi(AATISH PARAST) Thi.
Ye Apne Aabai Deen se Bezar hokar Deene Haq ki Talash Me Apne Watan se Nikle Mahar Dakuo ne Inhe Giraftar Karke Gulam Bana liya Fir Unko Bech Dala Chunache Kai Bar Bikte Rahe Aur Mukhtalif Logo ki Gulami me Rahe Isi Trah Ye Madina Pahoche.
Kuch Din Isai Bankar Rahe Aur Yahoodiyo se Bhi Mel-Jhol Rakhte Rahe Is Trah Unhe Toret-wa-Injeel ki Kafi Maloomat ho Chuki thi Ye Ek Din Bargahe Risalat me Hazir hue to Pehle hi din Taza Khazuro Ka ek Tabaq Khidmate Aqdas me Ye Kehkar Pesh kiya ki "YE SADQA HAI" Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Ne Farmaya ki Isko Humare Samne Se Uthakar Kuffar Wa Masakeen ko De do Kyonki Me Sadqa Nahi Khata.
Dusre Din Fir Khazuro ka Khawan Leker Pahoche Aur Ye Kehkar Pesh kiya ki "YE HADIYA HAI" Samne Rakh diya To Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Ne Sahab ko Hath Badhane ka Ishara Farmaya Aur khud bhi Kha liya Is Darmiyan Me Hazrate Salman Farsi رضي الله تعالي عنه Ne Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Ke Dono Shano ke Darmiyan Jo Nazar Dali to "Mohare Nabuwwat" Ko Dekh liya.
Chunki Ye Toret Aur Injeel Me Nabi-E-Akhiruzzama (صلی اللہ علیہ وسلم) Ki Nishaniya Padh Chuke the Is Liye Fouran Imaan Le Aaye.
Ref (Madarij- Jild, 2- Safa, 71)
App Download http://goo.gl/x7SwOb

No comments:
Post a Comment